Holi Wishes Sms & Quotes in Hindi with Images

Pichkari ki dhar , Gulal ki bauchar,
Apno ka pyar, Yahi hai yaaron holi ka tyohar.
Happy Hol !!!!

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

Holi ke din yeh mulakat yaad rahegi 
rango ki yeh barsaat yaad rahegi
apko mile rangeen duniya aise 
hamesha yeh meri dua rahegi
Happy Holi !!!

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

Khuda kare har saal chand ban ke aye
Din ka ujala shaan ban ke aye
Kabhi dur na ho apke chere se hasi
ye holi ka tyohaar aisa mehmaan ban ke aye...
Happy Holi !!!!



Wishing you a holi colored with joy,
Sprinkled with laughter & filled with warmth!!

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

Holi mein tum karo
total masti...
Aur tumko mile sab
ka pyar aur dosti !
Happy Holi !

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

Pyaar ke rang udaye yeh pichkari
Rang jaye yeh duniya sari
Holi ka rang apka jeewan rang de
Hamesha yeh kamna hamari
Happy Holi !!!

Rango ki warsha, Gulal ki phuhaar 
Suraj ki kirne,Khushiyon ki bochaar
Chandan ki khushboo, apno ka pyaar
Mubarak ho apko Holi ka tyohaar
Happy Holi....!!

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

Aaj ki holi me apke sab dukh dard jal jaye
aur kal ki rangpanchmi ke sare rang apke
jeewan ko khushiyon se bhar jaye
Holi Mubarak ho !

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

Tum mano ya na mano
hamko hai pyaar
Hum pyaar ka in shabdo
mein karte hai izhaar
makki ki roti
nimbu kar achar
suraj ki kirne khushiyo ki bahar
chand ki chandni
apno ka pyar
mubarak ho apko
Holi ka tyoharr !!

                                                        Holi ka tyohaar aaya 
Rango ki bahahar laya,
Aaj humsabka holi khelne ko karta hai mann
Bhabhi aap ke sang!
Happy Holi!

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

 Laal gulabi rang hai
Jhum raha sansaar hai
suraj ki kiran
khusiyon ki bahar
chand ki chandni apno ka pyaar
mubarak ho apko rango ka yeh tyohaar..

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

Bura na Mano !
Holi Hai
Splashing your way
a wish to say...

Have a super fun & rang birangi
Holi !

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

Lift a bucket,
Fill the balloons
Just aim it right,
And throw it with vroom!
Have a colorful Holi
Holi aayi re...
and here's me to say...
may joy & laughter brighten you every day.
Yehi hai my wish dil se !!!

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

May God bless you with,
Colours of Joy,
Colours of Love,
Colours of Happiness,
Colours of Friendship,
And all other colours you want to paint in your lift,
Happy Holi !


Laal rang apke gaalo ke liye
Kala rang apke baalo ke liye
Neela rang apki aankhon ke liye
Peela rang apke haatho ke liye
Gulabi rang apke sapno ke liye
Safed rang apke mann ke liye
Hara rang apke jeewan ke liye
Holi ke in saat rango ke saath
Apke pure parivar ko rang bhari Subhkamnayein
Happy Holi...!!

፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨፨

Here's wishing you a holi
filled with Sweet Moments
and Colorful Memories
to cherish forever.....
Happy Holi !