Latest Whatsapp Status in Hindi

Tu Mohabbat hai meri ishliye durr hai mujhse....

Agar jid hoti toh shaam tak baho mein hoti !

----------------------------------------------------

Jaa kahi se dhund kar, mere bachpan ka laparwah daur la,

Eh zindgi mein aajkal , bade hi mushkil marhalo mein hu !


----------------------------------------------------

Bekhyali mein jab kabhi tumhara khyal aya,

apne hosh mein rehne par, bada  malal aya !

----------------------------------------------------

Jo ho gaya use socha nahi karte,

Jo mil gaya use khoya nahi karte !

Haseel unhe hoti hai , safalta ,

Jo waqt aur halaat par roya nahi karte !

----------------------------------------------------

Jarurat tod deti hai har insaan ke guroor ko,

Na hoti koi majboori toh har banda khuda hota !

----------------------------------------------------

Agar zindgi mein kuch pana ho toh,

Tareeke badlo, iraada nahi !!

----------------------------------------------------

Aaj sirr utha kar wahi chal sakta hai,

Jiske paas whatsapp nahi hai....!1

----------------------------------------------------

Baat unhi ki hoti hai,

Jinme Koi Baat hoti  hai ...!