Mirza Ghalib ki Shayari in Hindi
Jab laga tha
"Teer"
Tab itna dard na hua
"Galib"
Jakham ka ehsaas tab hua jab
"Kamaan"
Dekhi "Apno" ke
Haathon mein...!!!
********************
Aaenaa dekh apna sa
muh le ke reh gaye
Saahab ko dil na dene
pe kitna guroor tha
********************
Un ke dekhe se jo aa jati hai
Muh par ronak
wo samajhte hai ki bimaar ka haal accha hai...
Haajaro khwahisein aise ke har
Khawahish pe dum nikle
bahut nikle mere armaan
lekin phir bhi kam nikle..
********************
Meharbaan ho ke bula lu
mujho chaho jis waqt
mein gaya waqt nahi hu
ki phir aa bhi na saku...
********************
Dukh de kar sawaal karte ho,
Tum bhi gaalib ! kamaal karte ho...
********************
Kisi ko paane ke liye hamari
sari khubiyaan bhi kam pad jaati hai,
aur khone ke liye ek kami hi kaafi hai...
********************
Hum na mohabbat ke nashe mein
Aa kar use khuda bana dala,
Hose tab aya jab us ne kaha ke
Khuda kisi ek ka nahi hota..!!
********************
Ishq se tabiyat ne zeest a mazaa paya,
Dard ki dawa payi dard be dawa paya..
********************
Kuch is tarah maine zindgi ko aasaan kar diya
Kisi se "Maafi " mangli to kis ko "Maaf" kar diya...!
********************
Aata hai kaun kaun
tere gham ko baantne
Ghali tu apni maut ki
afwaah udda ke dekh!!!
Post a Comment