Maa Ke Liye Pyarbhari Quotes And Shayari, Top Inspirational Quotes On Mother, माँ पर कहे गए अनमोल विचार और शायरी

 Mother Ke Liye Quotes | Mother  Shayari  |  Mother Is God  |   Mother Quotes |  Love Status 


बहुत ही छोटा सा शब्द है ‘माँ’ पर इस शब्द में  स्नेह हैं भावनाये है और शक्ति है। ईश्वर की सबसे शानदार और मजबूत रचना है माँ प्यार, तपस्या और त्याग की मूरत है माँ। आप अपनी माँ से कितना भी प्यार करें पर माँ का प्यार 9 महीने ज्यादा ही होता है। भगवान हर जगह नहीं पहुंच सकते तो उसने माँ को बनाया। वैसे तो हमें इस दुनिया में लाने वाली माँ के प्रति सम्मान के लिए कोई खास दिन की जरूरत नहीं है 



माँ का ममता भरा प्यार

" Maagne Par Jaha Purre Har Mannat Hoti Hai,
Maa K pairon Mai Hi  Wo Jannat Hoti Hai "

-------------------------------------


" Kisi KO Ghar Mila Kisi Hisse M Dukaan Aaayi,
Mai Ghar M Sbse Chota Tha Mere Hisse Mai MAA Aayi "


-------------------------------------------------


" Maa Tere Dhudh Ka Hak Mujse Adda Kya Hoga,
Tu Hai Naraaz To...... Khush Mujse Khuda Kya Hoga"


-----------------------------------------------------





मेरी माँ – सबसे अच्छी माँ


" Na Apno Se Khulta Hai Na Gaairon Se Khulta Hai,
Ye Jannat Ka Darwaja Hai ,
Meri MAA K Pairon Se Khulta Hai "


************************

" Na Jaane Kya Milaya Karti Hai Aaate Mai,
Yeh Ghar Jaisi Rootiyan Kahi Milti Nahi"


*************************

" Maa Hai To Sb Kuch Hai Is Jaha Mai,
Kon Kahta Hai Yaha Jannat Nahi Milti"


********************************





Maa Par Anmol Vachan


" Jiske Pairon K Niche Jannat,
Uske Sar Ka Maqam Kya Hoga"

********************

" Abhi Jinda Hai MAA Meri Mujhe Kuch Nahi Hoga,
Mai Ghar Se Nikalta Hu Dua BHi Sath Chalti Hai "


*********************************

" Maine Rote Hue Pooche The Kisi Din Aanshu,
Muddato MAA Ne Nahi Dhoya Duppata Apna"


**********************************







"  Gin Leti Hai Din Baigeer Mere Gujaare Hai KItne,
Bhala Kaise Kah Du Ki Maa Anpardh Hai Meri"


*****************************************


"Meri Khuaish Hai Ki Mai Farista Ho Jau,
Maa Se Is Tarah Nipat Jau Ki Baccha Ho Jau"


***********************************






" Chalti Firti Aankhon Se Anjha Dekhi Hai ,
Maine Jannat To Nhi Dekhi, Lekin Maa Dekhi Hai "


***************************************


"खाने की चीज़ें मां ने जो भेजी हैं गांव से
बासी हो गई हैं मगर लज़्ज़त वही रही"

********************




माँ की ख्वाहिश शायरी


" Maa Hai To Fir Sab Kuich Hai ,
Is Jaha Mai , Kon Kahta Hai 
Jannat Nahi Milti "

********************

"बुज़ुर्गों का मेरे दिल से अभी तक डर नहीं जाता
कि जब तक जागती रहती है माँ मैं घर नहीं जाता"

*************************




" Na Aashma Hota Hai Na Jaami Hoti , 
Mai Kuch Nhi Tha Agar Maa Tu Nhi Hoti"

********************************

“एक माँ के दिल की आवाज” –
कम से बच्चों के होंठों की हंसी की ख़ातिर
ऐसे मिट्टी में मिलाना कि खिलौना हो जाऊं"

*********************





" MAA "
Kash Poori Duniya Teri Tarh Hoti,
Khamosh Agar Hota, Ehsaas Samjh Paati"


****************************

" Bhukh To Ek Roti Se Bhi Mit Jaati Maa,
Agar Thali Ki Ek Roti Tere Hath Ki Hoti"


***************************


"जन्नत का हर लम्हा….दीदार किया था
गोद मे उठाकर जब माँ ने प्यार किया था"

************************





" Bepanah Ho , 
Ya Beintehaa.....,
Har Lafz Chota Hai,
Maa Ke Dulaar Ke Aage"

**********************








" Jis K Hone Se Mai Khudko Mukkamal Maanti HU , 
Mere Rab K Baad Mai Bas Apne Maa-Baap Ko Jaanti Hu"


*********************************

" Tere Kadmo Mai Sarra Jahan Hoga Ek Din,
MAA K Hotoon Pe Tabbusum Ko Sajane Wala"

*********************************








" Shok To Maa-Baap K Paiso Se Puure Hote Hai ,
Apne Paiso Se To Bs Jaruratein Purre Hoti Hai"

********************************
**********************
************