Delhi Farmers Andolan | Delhi Kisaan Andolan Quotes And Shayari

         Delhi Kisaan Andolan Quotes And Shayari  |  Jai Jawaan Jai Kisaan | Kissan                 Danga At Panipat




" Rotiyan Tak Dikhti Thi Kal Tak Kurre Mai Jo Mehnat Thi Kisaan Ki 
Yeh Door Tha Dekho Aukaat Dikha Di Kudrat Ne Insaan Ki"

********************************************

" Ye Ameeri Kis Kaam Ki Teri Tera 
Peet To Ek Kissan Bharta Hai "

***************************

" Samjh Jaoge Kisaan Ka Dard Ek Baar Kheton Mai 
Hul Chalakar To Dekho Kisi Jameen Ke Tukde
 Mai Anaaj Ugakar To Dekho, Kabhi June Ki Dhoop Mai 
To Kabhi December Ki Jaad Mai 
Ek Baar Kheton Mai Jakar To Dekho "

*******************************

" Mat Maaro Goliyo Se Mujhe Mai Pahle Se Ek Dukhi Kissan Hu 
Meri Maut Ki Wajh Yahi Hai Mai Paisse Se Kisaan Hu "

************************************** 

" Ghataye Uthti Hai Barsaat Hone Lagti Hai 
Jab Aankh Bharke Falak Ko Kisaan Dekhta Hai "

***********************************

" Kaha Rakh Du Apne Hisse Ki Sharafat 
Jaha Dekhu Waha Beimaan Khare Hai 
Kya Khoob Bard Raha Hai Watan Dekhiye 
Kheton Mai Builder Sadak Par Kisaan Khare Hai "

*************************************

" Gaon Se Sehar Ghumne Aaye Kisaan Ne Kya Khoob Likha Hai 
Chinta Waha Bhi Thi Chinta Yaha Bhi Hai 
Gaon Mai To Kewal Fasle Hi Kharab Hua Karti Hai 
Sehar Mai Purre Nasle Hi Kharab Hai"

************************************




" Suna Hai Usne Kharid Liya Hai Croreo Ka Ghar Sehar Mai 
Par Aagan Dikhane Bachon Ko Aaj Bhi Ghar Laata Hai"

*******************************************


" Zameen Jal Chuki Hai Armaan Baaki Hai 
Sukhe Kue Tumara Imtihaan Baaki Hai 
Wo Jo Keiton Ki Maindo Par Udaas Baithe Hai 
Unki Aankhon Mai Ab Tak Imaan Baaki Hai 
Baadlo Baras Jaana Samay Par Is Baar 
Kisi Ka Makaan To Kisi Ka Lagaan Baaki Hai "

***********************************

" Uparwale Ka Nayaay Bhi Bada Ajeeb Hai 
Khane Wale Ko Mehfooj Rakhta Hai 
Or Khilane Wale Ko Saja Deta Hai "

************************


" Kabhi Aap Khule Aasmaan Ke Niche Apni Kamaai Rakh Kar Dekhiye 
Raat Bhar Need Nahi Aaegi Sochiye Kisaan Par Kya Gujrati Hogi"

*************************************************

" Dekh Kar Chat Kachi Mere Makaan Ki 
Is Baar Badal Bhi Hash Hash Ke Barsa "

*****************************


" अभी न निकली पहली किरण , पूर्व की लाली पहचान,
भौर से पहले ही , खाट छोड़ उठ गया किसान "

***************************

साहब,
आपको "किसान" एक मामूली इंसान लगता हैं, ना
पर हकीकत तो यह हैं कि
यह इंसान "जिंदगीभर" अपनी "जमीं"
और "जमीर" को बंजर नहीं होने देता "

***********************

" Tuta Futa Ghar Mera Bas Do Waqt Ki Roti Hai 
Hum Burri Haalaton Se Ladne Wale Kisaan 
Humari Zindgi Bhut Choti Hai "

********************************


" Mar Raha Seema Par Jawaan Or Kheton Mai Kisaan 
Kaise Kah Du Mera Bharta Mahaan "

*********************************


" Bhagwan Ka Soda Karta Hai Insaan Ki Keemat Kya Jaane 
Jo Dhaan Ka Kemat Na De Saka Jo Jaan Ki Keemat Kya Jaane "

***********************************************

"  Nahi Hua Hai Ab Savera Purab Ki Laalo Pehchaan 
Chidiya Ke Uthne Se Phale Khaath Chor Gya Kisaan "

******************************************


" Shukar Hai Ki Bache Sharam Nahi Karenge 
Chuluh Bhar Paani Ke Liye Bhi Khuda Se Dua Karenge "

*****************************************

" Is Kisaan Pradhan Desh Mai Kisaab Bas Ek Noker Hai 
Ek Sevak Neta Pradhaan Hai "

**************************************